Ya Khawaja Ya Khawaja Ya Khawaja
Mai gada e Khawaja e chisht hu
Muje is gadai pe naaz hai
Mera naaz Khawaja pe kyu na ho
Mera Khawaja banda navaz hai
Muje is gadai pe naaz hai
Mera naaz Khawaja pe kyu na ho
Mera Khawaja banda navaz hai
Us ke karam ke sab hai bhikari
Kya raaja maharaja hai
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera khvaja hai
Kya raaja maharaja hai
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera khvaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Haidar ka ladala hai
Vo zahra ka laal hai
Beshak mera moeen
Muhammad ki aal hai
Mera Khawaja Maharaja
Haidar ka ladala hai
Vo zahra ka laal hai
Beshak mera moeen
Muhammad ki aal hai
Deewanon ko kis baat ka
Akhir manal hai
Khawaja ko apni praja ka
Pura khayal hai
Mueenuddin...
Akhir manal hai
Khawaja ko apni praja ka
Pura khayal hai
Mueenuddin...
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Har ankh chahti hai
Ziyarat mueen ki
Har dil mai bas gai hai
Muhabbat mueen ki
Is sarzamin e hind ke
Shahon ne keh diya
Mehshar tak rahegi
Chahat mueen ki
Mueenuddin...
Ziyarat mueen ki
Har dil mai bas gai hai
Muhabbat mueen ki
Is sarzamin e hind ke
Shahon ne keh diya
Mehshar tak rahegi
Chahat mueen ki
Mueenuddin...
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera Khvaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Raja to mera Khvaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Ham garibon ki sadaon
Ne bulaya hai tuje
Hind ka shah Muhammad ne
Banaya hai tuje
Kaise aaye ga koi
Harf hukumat pe teri
Panjatan paak ne kursi par
Bithaya hai tuje
Mueenuddin...
Ne bulaya hai tuje
Hind ka shah Muhammad ne
Banaya hai tuje
Kaise aaye ga koi
Harf hukumat pe teri
Panjatan paak ne kursi par
Bithaya hai tuje
Mueenuddin...
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera Khvaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Raja to mera Khvaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Pyara hai Hasanain ka
Beshak nabi ki aal hai
Sanjar vala peer mera
Saiyeeda ka laal hai
Mast mastan hai
Har haal mai khush hal
Chishti e daman ko jo pakda
Vo maalamaal hai
Mueenuddin...
Beshak nabi ki aal hai
Sanjar vala peer mera
Saiyeeda ka laal hai
Mast mastan hai
Har haal mai khush hal
Chishti e daman ko jo pakda
Vo maalamaal hai
Mueenuddin...
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Tu bardabar ki thokaren
Ik baar khake dekh
Milta hai kya kisise
Zara aazmake dekh
Tu jin se mil raha hai
Ye saare gulam hai
Raja ko dekhna hai
To ajmer jaake dekh
Mueenuddin...
Ik baar khake dekh
Milta hai kya kisise
Zara aazmake dekh
Tu jin se mil raha hai
Ye saare gulam hai
Raja ko dekhna hai
To ajmer jaake dekh
Mueenuddin...
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Dar e Khawaja pe savali ko
Khada rehne do
Sar nadamat se juka hai
To juka rehne do
Mujko mil jaaye ga sadka
Mai chala jaunga
Kasa e dil mera kadmon me
Pada rehne do
Khud hi farmaenge mujrim pe
Vo rehmat ki nazar
Mujko Khawaja ki adalat mai
Pada rehne do
Mueenuddin...
Khada rehne do
Sar nadamat se juka hai
To juka rehne do
Mujko mil jaaye ga sadka
Mai chala jaunga
Kasa e dil mera kadmon me
Pada rehne do
Khud hi farmaenge mujrim pe
Vo rehmat ki nazar
Mujko Khawaja ki adalat mai
Pada rehne do
Mueenuddin...
Kursi par koi bhi baithe
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
Raja to mera Khawaja hai
Sare hind ka hai raja
Mera Khawaja Maharaja
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں